Earn with YouTube: - YouTube k sath kaise income ki ja sakti ha aaj hum app ko is video me is k bare me tips de rahe ha.
First make your own video:- sabse pahle aap apna khud ka video bnaye video make Karane ke bad aap ek Gmail account crate kare I mean Ek email account Gmail me singup kare agar aap ke
pas pehle se hi Gmail acount he to sing in kare use k bad aap youtub.com ko apne browser m open kare and fir you tube singup kare is me aap apne Gmail account k Email and password se signup kar sakte ha.
pas pehle se hi Gmail acount he to sing in kare use k bad aap youtub.com ko apne browser m open kare and fir you tube singup kare is me aap apne Gmail account k Email and password se signup kar sakte ha.
Upload your own Video in you tube: - your YouTube account me Upload k option par jakar apne Video ko upload karde.
Monetize your video:- YouTube ki policy ko achchi tarha read and understand karne k bad or apne video k kuch views hone k bad app apne video ko Youtube k setting option m jakar apne video ko select kre or use monetize karde. I mean apne YouTube account ko monetize k lye Enable karde.
Join Adsense account wit your youtbe account:- apne YouTube account ko monetize karne k bad youtube k setting me jakar apne account ko adsense se join karde agar aap k pas pahle hi se approval Adsense account ha to use join karde our agar nahi ha to phir new adsense account crate kare It is very fast way for adsense approval. Yes ye ek fast aur easy way ha approve adsense account hasil karne ke lye.
Earn money: - Jab bhi koi viewers app k video ko dekhe ga tab us par adsense k ad show honge aur jab koi is ad ko open karega tab apke account m income hogi our is tarha app apne Video se paisa kama sakte ha.
Payment kaise hasil karee: - Ap ko apke video ka paisa adsense k account k through mile ga aur adsense k account m jab aap ki income 100$ Dollar tak ho jayegi tab adsense apko payment karega. Adsense payment ki process alag alag countries ke hisab se alag alag ha. India me abtak Check k through payment kya ja rah ha but jald hi EFT it mean Electronic Fund Transfer k through payment ka option start ho sakta ha. EFT k option se money direct ap k batye bank account me transfer ho jayegi.
Comments
Post a Comment