Google+ ek Social Networking site hai jo Google ki hai, is site par ham apne dosto se jude rha sakte hai bilkul facebook ki trha, agar aap koi online work karte hai ya fir aapka koi business hai to aapka is par bhi account hona chaiye
Google+ Account banane ke liye Kya Kya chaiye
1.ek Computer jisme Net Chalu ho. (*Mobile me bhi kar sakte hai par usme is trha se option nahi aayege.)
2.Ek Email Id, agar nahi hai to phele Email ID banaye
2.Ek Email Id, agar nahi hai to phele Email ID banaye
Google+ Par Account Kaise Banaye
Ab aapko meri Steps ko Follow karna hai –
Step 1: Google+ ki site par jaye, Fir Apne Gmail ki ID se login kare.
Step 2: Ab aapke saamne jo page aayega usme kuch id aayegi jinko aap follow ya add kar sakte hai, aap jisko chahe add kare uske baad Continue ki button par click kare
Step 3: Ab aapko apni Profile ki jaankari daalni hai
- Photo upload karne ke liye Upload Image ki link par click kare. ye hi image aapke email id par bhi dikhegi.
- Aap kaha kaam karte hai wo dale
- Aap jaha kaam karte hai bha par aapki kya post hai
- Aapne konse School se padai ki uska naam
- School se kis saal pass huee
- Aap kaha rhate hai, us share ka naam
- Pura form bharne ke baad Finish ki button par click kare.
Jese hi aap Finish ki button par click karege aapka account teyaar hai, ab aap Apne Google+ account ko use kar sakte hai.
Comments
Post a Comment